DiscoverAsk Mufti Tariq Masood Podcast
Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Author: Ask Mufti Tariq Masood

Subscribed: 92Played: 1,007
Share

Description

The Ask Mufti Tariq Masood Podcast features full-length masail and Q&A sessions by renowned Islamic scholar Mufti Tariq Masood. The podcast focuses exclusively on his long-form question-and-answer programs, with a growing catalogue of 400+ complete sessions.

In these sessions, Mufti Tariq Masood addresses questions related to Islamic teachings and daily life, providing masail ka hal in a clear and practical manner. Topics include shadi, khandani masail, maal o daulat, and other real-life issues, offering structured Islamic guidance for Muslims.

How to Ask a Question from Mufti Tariq Masood?

To ask a question, contact +1 (346) 859-1560, or search “How to ask questions from Mufti Tariq Masood” on Google or YouTube for more information.

Where to Listen to Ask Mufti Tariq Masood

The Ask Mufti Tariq Masood Podcast is available on Spotify, Apple Podcasts, and other popular podcast platforms.

📧 For Business or Copyright Inquiries: [email protected]


Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

579 Episodes
Reverse
(0:00) Intro(0:02) Aurat zehni dabao mein alag ghar ka mutalba kar sakti hai susral se tang aa kar?(1:30) Shohar ka biwi ko saheliyon se baat karne se mana karna?(2:40) Namaz ke dauran hansi aa jaye to?(4:16) Social media par kisi ki ghalti ki islah ka tareeqa?(4:53) Aurat agar shohar ki ijazat ke baghair kisi aalim se mashwara kare?(7:18) Nazr poori karna bhool gaya to?(7:55) Online kharidari mein cheez kharab niklay to?(8:19) Kisi ne dil mein hasad mehsoos kiya?(8:54) Ghusse mein baddua?(9:19) Masjid mein bachon ko shor par daantna?(10:13) Namaz mein qibla se kitna inhiraf?(10:41) Logon ke dar se naiki ki maqbooliyat?(11:30) Masjid mein baith kar khana khana?(11:51) Aurat agar shohar ki ijazat ke baghair kisi ko ghar aane de?(12:08) Agar khud ko toota hua mehsoos karein to?(12:32) Ehraam mein hambistri?(13:26) Wife ke sath mamu ki ghair akhlaqi harkat?(14:27) Walidain ki marzi ki jagah zabardasti shadi?(16:24) Gas compressor wala khana?(17:37) Baghair music ke aisa gana sunna?(18:04) Aisi masjid mein namaz?(19:00) Zina se kaisay bachain?(21:40) Meraj mein jannat, dozakh ka tasawur?(22:34) Kutta palna?(22:50) Leucorrhoea ka masla?(23:36) Haram kamane walay ki dawat?(23:50) Teen talaq ke baad aisa halala?(29:28) Rukhsati se pehle, nikah ke baad nafaqa?(29:46) Ahl-e-Bait kaun hain? Qur’an ki is ayat ke mutabiq(30:37) Teen bachon ki maa Hajj kaisay kare?(31:10) Elakay ki aisi toham-parasti?(31:45) Game se paisay kamana?(33:20) Namaz mein Darood Sharif mein Aal-e-Ibrahim se Yahudi murad hain?(34:45) Factory mein namaz ki aisi jagah ka hal?(36:45) Farz namaz ke baad tasbeehat ya sunnatein?(38:12) Marhoom walid ki namazain?(38:32) Aisi soorat mein 7 saal ki mangni todna?(40:17) Baghair darhi walay imam ke peeche namaz?(40:51) Saudi Arab mein visa business?(41:03) Side ki maang nikalna?To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560 Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
(0:00) Intro(0:02) Pasand ki shadi mein walidain rukawat hon to?(1:42) Wazu ke baad shak ho ke paon dhoye thay ya nahi to?(2:03) Aurat agar shohar se zyada kamati ho to kharch us par lazim hoga?(3:05) Mobile par fohash ads ka gunah?(3:14) Biwi agar saas se tang aa kar jawab de to nafarmani hogi?(4:17) Namaz mein rona aa jaye to?(4:21) Shohar agar biwi ko bar bar maike janay se roke to?(6:15) Jhoot bol kar nokri mili ho to?(6:54) Walidain agar shadi ke mamlay mein dabao daalein to?(8:05) Shohar agar biwi ko har baat mein talaq se daraye to?(10:28) Dil mein maani hui nazr poori karna?(10:39) Aurat agar iddat mein tanha mehsoos kare to kis hadd tak ghar se bahar nikal sakti hai?(11:15) Jaldi mein namaz chhorna?(12:05) Masjid mein chanda mangna?(15:32) Rishwat ke baghair kaam?(16:37) Bewa aurat kab dobara nikah kar sakti hai?(16:45) Shohar har baat mein maa ki sunay to?(17:47) Wazu ke dauran baatein karna?(18:13) Office mein waqt zaya karne se tankhah ka hukum?(19:32) Aurat ka baghair dupatte ghar mein namaz parhna?(19:58) Ghusse mein Allah se shikwa karna kufr hai?(20:44) Biwi agar shohar ki bad-zabani par jawab de to?(22:16) Ghair Muslim ustaz se dunyawi taleem lena?(22:24) Nazr poori karne ka kaffara?(22:45) Namaz mein khayal bar bar doosri taraf jaye to?(22:54) Behen ki virasat dair se dena?(23:40) Qabar par haath utha kar dua mangna?(24:49) Daftar mein na-mehram se hansi mazaq karna?(25:41) Walidain ki nafarmani kab gunah-e-kabira banti hai?(26:10) Khula ke baad dobara nikah mumkin hai?(26:51) Office mein jhoota bahana bana kar chhutti lena?(27:31) Bazurg ke waseelay se dua mangna?(29:13) Talaq ka zuban se taalluq?(29:24) Oonchi heel pehenna?(29:37) Namaz mein hansi rokne se namaz toot jaye gi?(29:58) Iddat mein make-up kyun mana kiya gaya hai?(33:20) Walidain agar aulaad mein farq rakhein?(34:59) Namaz ke baad rakaat mein vehm ka ilaj?(36:18) Qabar pakki banana?(37:02) Aurat ka social media par aana?(37:33) Masjid mein mobile charge karna?(38:34) Ghair Muslim ke liye hidayat ki dua?(38:43) Office mein namaz ki ijazat na ho to?(38:58) Masjid mein dunyawi baatein karna?(39:44) Shohar agar kharcha de lekin izzat na de to?(40:32) Aurat agar susral mein rehte hue apne walidain ki chhup kar madad kare?(40:48) Namaz mein harkat-e-kaseer / qaleel?(41:22) Online courses mubalgha kar ke bechna?To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560 Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
(0:00) Intro(0:17) Sharab bada gunah hai ya sood?(2:46) Aisi app ka istemal?(3:14) Khandan ya mohabbat — larki kya select kare according to Shariah?(7:04) Video editor agar logon ki videos mein music / songs lagaye to?(7:50) University fee par due date ke baad 200 Rs/day lena sood hai?(9:10) Mehbooba ki accident mein death ho jaye to larkiyon se door rehna aur sirf khud par kaam karna kaisa hai?(10:42) Dhoka dene walay ke sath mukafat-e-amal hoga?(11:00) Mutual funds / stock earnings ka sharai hukum?(13:04) Co-education mein girls ka without hijab university aana?(13:35) Male student ka message: larki pasand hai lekin maali istehkam nahi aur taleem mukammal nahi — fitnay ka khauf kaisay khatam karein?(17:03) Game developing mein tasveer banana?(17:50) Berozgar naujawan shadi kaisay kare?(32:26) Bhook mein halal na mile to youngsters haram ki taraf jayenge?(33:40) Cousin se shadi mein 2 saal ki taakhir — walidain ko jaldi ka kehne mein sharam aaye to?(34:35) Agar ghar walay love marriage ke liye razi na hon to kya karein?(34:49) 23 saal ka rozgar wala naujawan shadi kaisay kare agar apna ghar / gari na ho?(35:53) Female cousin se shadi mein walidain rukawat hon to?(36:40) Gunahon ka ehsas khatam ho jaye to?(38:05) Qasam ka kaffara?(38:33) Samandari badi machhli chhoti machhli ko zinda kha le to uske shikar par chhoti machhli ka fiqh Hanafi mein kya hukum?(39:44) Kya Ghazwa-e-Badr Islam ki pehli jang thi?(39:49) Qaza namazon mein farz aur sunnat ka hukum?(41:51) Zalim hukmaran ke khilaf ulama khamosh kyun?To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560 Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
(0:00) Intro(0:42) 3D games modeling mein insani chehray banana?(2:18) University ki masjid mein 2 baar jamaat karana?(5:39) Pakistan ki mojooda soorat-e-haal ke baare mein durust Islami radd-e-amal kya hona chahiye?(8:36) Daur-e-hazir mein jab Allah, Islam aur Tauheed ke khilaf baatein sunte rehte hain to hum Tauheed par kis tarah sabit qadam reh sakte hain? Aur kis tarah Allah ke sath mohabbat ka mazboot taalluq rakh sakte hain?(12:50) Zyada sochne (overthinking) par kaisay qabu paayein?(19:50) Koi shakhs yeh kaisay jaan sakta hai ke uska deen sacha hai jab woh tamam mazhab ka tajurba nahi kar sakta?(25:05) Female student ka sawal: achhi saheli se dosti khatam ho jaye aur woh pehle jaisi special na rahe to?(28:23) University studies ki wajah se farz namaz qaza ho jaye to?(29:56) Agar larka aur larki 7 saal se mohabbat karte hon, aur larki walay zaat ka bahana bana kar nikah se inkar kar dein to?(34:08) Ba-asar Pakistani ulama(36:04) Agar koi flirty shadi ke jhootay waday kare to larki (jisko bachpan ke sadmon ki wajah se shadi aur mardon par trust khatam ho chuka ho) kya kare?To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560 Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
(0:00) Intro(0:06) Mobile mein Qur’an parhna?(0:13) Nokri mein haram aamdani ho to?(0:45) Wazu mein niyyat karna farz hai?(1:36) Taweez pehnana shirk hai?(2:54) Istikhara har kaam se pehle?(3:44) Teen talaq aik sath dena?(6:20) Message par talaq?(6:42) Nabaligh bachay ka nikah?(9:22) Darood Sharif kis waqt parhein?(9:40) Qareebi masjid mein namaz?(10:35) Khwab mein murday dekhna?(10:50) Ghar mein tasveer lagana?(11:12) Kya Allah har cheez maaf kar deta hai?(12:29) Surma lagana sunnat hai?(13:30) Make-up mein namaz?(14:04) Kafan ka rang safed hona lazmi hai?(14:50) Mayyat ko dua pohanchti hai?(15:17) Marne ke baad rooh wapas aati hai?(15:34) Kya Allah ko dekhna mumkin hai?(15:54) Ghair Muslim ka janaza attend karna?(16:45) Masjid mein zakat dena?(16:48) Juma ki khaas ibadat?(17:22) Surah Fatiha har rakat mein?(17:57) Baghair wazu masjid jana?(18:00) Co-education school mein parhna?(18:43) Ghar mein jamaat kara rahe hon to azan dena?(18:57) Har dua qabool hoti hai?(19:18) Khwab mein Nabi ﷺ ko dekhna haqeeqat hota hai?(20:25) Witr 3 rakat ya 1?(21:30) Sagay bhai ko zakat dena?(21:33) Madina janay ka sawab?(22:47) Azan ka jawab dena zaruri hai?(23:17) Pareshani Allah ki aazmaish hai?(23:37) Islam mein depression ka ilaj?(25:41) Pareshani mein rona gunah hai?(26:18) Masjid mein mobile ka istemal?(26:28) Kya duaon se qismat badal sakti hai?(27:13) Maqam-e-Ibrahim par namaz?(27:23) Hijab sirf sar dhankna hai?(27:34) Ghair Muslim ko zakat dena?(27:45) Aurat ka janaza mein jana?(27:54) Rizq mein tangi gunahon ka asar hai?(29:00) Istikhara ka khwab?(29:13) Jannat mein aurat ko duniya wala shohar milega?(29:52) Aurat ka halat-e-nifas mein azan ka jawab dena?(29:59) Aisa wazu theek hai?(30:06) Namaz-e-janaza mein Fatiha sunnat hai?(31:51) Nabeena imam ki imamat?(32:12) Aisi talaq ka hukum?(32:22) Fiqhi masail mein aik imam ko follow karna?(33:24) Rozay ka kaffara?(33:47) Online app par ijab o qabool?(34:18) Kisi ki zameen par zabardasti qabar banana?(34:34) Male doctor se aurat ka ilaj?(34:38) Zohar mein Maghrib ki niyyat kar li to?(34:47) Fasiq ki imamat?(34:59) Dauran-e-tawaf mobile par Qur’an sunna?(35:31) Zakat ka maal masjid ke bathroom mein lagana?(35:53) Azan ke dauran khana peena?(35:56) Aisa shohar zalim hai?(36:11) Nabaligh ki virasat ka hukum?(36:31) Ghair Muslim walidain ke liye dua?(36:35) Jaan boojh kar qaza namazon ki muafi?(37:26) Fiqhi masail mein jamhoor ki raaye ikhtiyar karna lazim hai?(38:01) Mayyat ke kafan ka kapra safed hona lazmi hai?(38:07) Biwi ke ilaj ka kharcha?To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560 Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
loading
Comments