Discover
Bidesiya
Bidesiya
Author: BIG FM
Subscribed: 0Played: 0Subscribe
Share
Description
The show takes a look at the success stories of migrants from the Indian hinterland who have achieved national fame & success. Each episode shares perspectives of two different sides of India and how key personalities have bridged that gap through their struggle & efforts.
15 Episodes
Reverse
Apne chhati pe tamge ki tarah apne Bihari hone ke garv ko laga kar rakhte hain. Kranti Prakash ko hume Dhoni film se lekar Raktanchal aur OTT par kai anya hit shows mein dekha hai. Mridubhashi Kranti ji ki baton mein bahut gaharai hai. Jante hain unke safalta ki kahani..
Kahte hain India Gaon mein rahta hai…par kaisa hai aaj ke Bharat ka gaon. Aap jaan kar hairaan rah jayenge ki kya kuch badal gaya hai India ke gaaon mein, Rural marketing Guru Raj Kumar jha se jante hain aaj ke Bharat ka gaon waha ke challenges aur opportunities ke baare mein.
Startup is the new buzz word ..to jante hain IITans Ajit Kumar se unke startup ki kahani…unki muskilesn aur India mein maujood startup se judi opportunities.
Mamma mamma kah ke Rosesh ban sab ka mann bahlaya ….kamal ka actor jisne kheti mein bhi parcham lahraya … Rajesh kumar se janiye organic acting se organic kheti tak aur spotlight se spirituality tak ka safar.
Kya koi sadharan background aur sadharan educational qualification ke baad bhi asadharan safalta ko prapat kar sakta hai. Anurag Kumar usi ki missal hai …aapke pass sirf Junoon chahiye safal banana ke liye aur isi junoon ne Anurag ko India se bahut door Ukraine mein ek safal businessman bana diya. Aaiye sunte hain unke Jidd ki kahani.
Patna ka ladka...padh likh ke engineer banega aur badhiya naukri karega…Par Vishal ko Naukri nahi samajh mein aayi. Technology khoob samajh mein aati thi to AI aur datascience ka ek successful startup hi shuru kar diya. Come, let’s go on a roller coaster ride with the LocoBuzz founder Vishal Agarwal
Padam shree Shobhana Narayan, Kathak ke sirsh meingine chune 2-3 naamo mein se ek. Bihari hone ka itna garvsabko hona chhaiye. Sirf Kathak ki sirsh ki kalakaar hi nahiShobhana ji Civil servant bhi rah chuki hai. What aninspiration!
America ki sabse badi university ki scholarship thukra karkaun wapas India aata hai bhai. Sharad Vivek Sagar,Forbes world 30 under 30, Dexterity Global ke sansthapakjinko Barak Obama ne khud white house mein amantritkiya tha, jo Nobel peace prize mein honourable guest bankar jaate ..matra 27 saal ke Sharad se hum bahut kuchseekh sakte hain.
Politics koi assan cheez nahi aur wo bhi tab jab aap apnejanam bhoomi se door apni karm Bhoomi mein apne liyeek political support khada karte hain. Bihar se nikal karMumbai mein ek jan priye neta banana ka safar jante hainfirebrand politician Sanjay Nirupam se.
Kabhi kuch bahut hi mehanga aur premium fashion labeltry karna ho to ek baar “Samant Chauhan” google meinsearch kar lena. Koi Bihari kabhi itna bada fashiondesigner bhi ban sakta hai? Bas ek google search aur aapko pata chal jayega Samant Chauhan kya cheez hai.
Bihar ke gaon se Bollywood ke top lyricist. Khane pine kesaukeen… aap kavitao aur gaano mein Zindagi ko pirotehain… Tanu weds manu se Meenakshi Sundreshwar takbehtareen gaano ke rachaita … aaiye inse asafalta sesafalta paane ka hunar seekhte hain.
Seedhi banate jao, aage badhte jao. Aur haan seedhikhud hi banana hoga aur khud hi aage badhna hoga “. Aiyelife ko kuch samajhte hain kuch seekhte hain , Bihar ke ekgaon se Bollywood ke one of the most successful director,Prakash Jha ki jubani.
Bihar ki beti Hollywood mein…bachpan se sports meinaage…bollywood mein jhanda gada…tamam regionallanguages mein lead role kiya aur aaj kal Hollywood meinFilmein kar rahi hai…ladki hona koi rukawat bana yaAngregi…sayad kuch bhi nahi jab Jidd ho kuch kar gujarneki.
Bachpan se nachne ke saukeen…bachpan se hi Herobanana ki khwaish …ek hi laqshay aur safalta se usko paalena. Bihar ka ladka jisko 2017 mein Asia’s Top 10 sexiestmen alive mein shamil kiya gaya…. Ram ban kar Logon kedillo ko jeeta…nach baliye se apna dance ka jalwadikhaya… background sadhar, achievement asadharan.Kuch seekhte hain inse


















