Gonu Jha Ke Gudgudate Kisse

Gonu Jha, who can be called Bihar's very own version of Birbal or Tenaliram, lived during the 13th century. He was known for his sharp wit and presence of mind. His humorous folktales are very popular in the Bhojpuri region. Enjoy Gonu Jha's selected stories which have been passed down through generations, with your family. These stories always ended with a sweet little moral that taught us life lessons with humor.

Trailer

02-17
00:53

Chunautie

Es kahani me sabko chalaki se thagne vale Gonu Jha ko unhi ka chela thag liya.

02-16
05:08

Gaay Ka Bachda

Ek baar ek aadmi Gonu Jha ko purani baaton ka ehsaan yaad dilakar unko thagna charha tha lekin Gonu Jha ne use hi thag liya.

02-14
04:54

Bina Jad Ka Ped

Ek baar Mithila Naresh ke darbar me ek vyapari aakar kahta hai ki mai bina jad ka ped uga sakta hu agar aap ke darbar ka koi darbari ye bta de ki mere is box me kya hai…Gonu Jha binabox khole sab bata dete hai.

02-09
05:13

Doodh Ka Jala

Ek baar Mithila Naresh ne Gonu Jha ko apna salahkar niyukt karne chaha lekin darbari aisa nahi chahate the kyu ki o Gonu Jha se jalte the... lekin Gonu Jha ne apni chalaki se pad bhi pa liye aur Inaam bhi…

02-07
07:35

Sher Ka Doodh

Ek baar Mithila Naresh Kai dino tak bimar ho gaye to unke darbar me Gonu Jha se jalne walon ne kaha ki agar Gonu Jha Sher ka doodh lakar Maharaj ko pilayen to theek ho sakte hai fir Gonu Jha ne aisi chalaki dikhayi ko vo log khud lajjit ho gaye….

02-02
04:31

Batwara

Gonu Jha do bhai the Ganv ke Jalne valon ne dono bhayiyon me bantwara kara diye aur bade hi chalaki se Gonu Jha ko Ghate me daal diya fir Gonu Jha apne dimag ki chakri chalaye aur fayede ke saath dono bhai saath rahne lage….

01-31
06:54

Gonu Jha Ki Chaturayi

Mithila Naresh ke darbar me ek din Unke mitra aaye aur diwar par lagi tasvir ko dekh kar bina mausam ke phal ki mang kardiye fir Gonu Jha ne aisi chaturayi dikhayi ki Raja sahab ke mitra ki mang bhi puri ho gyi aur sab hansne bhi lage.

01-26
04:36

Gonu Jha Aur Padosi Ka Bachhda

Kuchh thag kisi ko thagne chle the, vahan aa gaye Gonu Jha to thag khud hi Thaga gaye.

01-24
14:01

Vardan

Gonu Jha bachpan se hi Kali Maa ke bhakt the ek din Kali Mata Gonu Jha ke sapne me apna Vikral roop lekar prakat hoti hai to Gonu Jha darne ke bajay hansne lagte hai Kali Mata unse hansne ka karan poochhti hai to Gonu Jha aisa Zabab dete hai ki Kali Mata Unko Vardan deti hai..

01-24
03:22

Gonu Jha Aur Meetha Mahabhoj

Gonu Jha ki Maa ki mrityu par unke ganv ke kuchh log unhe sabha me apmanit karne ke uddeshy se mritak bhoj ke liye bahut sare ganv ke logon ko meetha mahabhoj karane ko kah diye fir Gonu Jha ne aisa dimag chalaya ki vo log khud apmanit ho gaye …..

01-19
11:02

Gonu Jha Ki Kusti

Mithila Naresh ke darbar me ek Pahlwan aakar chailenge kar diya aur wahan ke sabhi pahlwano ko hara bhi diya fir Last me Gonu Jha agle din akhade me pahlwan se ladne ko taiyar huye….fir Gonu Jha ne aisa dimag chalaya ki pahlwan bina lade hi rato rat bhaag gaya.

01-17
07:32

Dadhivala Officer

Gonu Jha ke Ganv ke log ek dadhi vale bedard officer se bahut pareshan the ye baat jab Gonu Jha ko pata chli to unhone aisai yojna banayi ki officer ne khud apna transfer karva liya.

01-12
13:27

Ped Par Tanga Jhola

Ek din Gonu Jha ne choron ko baat karte huye sun liya ki aaj raat unke ghar me chori karne ki yojna bana rahe hai fir raat ko jab chor chori karne aaye to Gonu Jha apni patni se kah rahe the ki tumne sara dhan jhole me rakh kar ghar ke pichhe pend par tang diya na fir chor jhole ke paas jate hai aur use chhute hi dard se chillane lagte hai aur pakde jate hai.

01-09
04:50

Muft Ke Mazdoor

Gonu Jha ko apne khet ki buvai karwani thi lekin unhe Majdoor nahi mil rahe the fir unhone aisa jugad lagaya ki pure kheton ki jutai bhi ho gayi aur majdoori bhi nahi deni padi.

01-03
07:33

Andh Bhakti

Gonu Jha ke pita ji bahut ji kanjoos vyakti the lekin dharm karm bhakti me khoob rupaye lutate the vah yah bhi nahi samajh pate the ki kya bhakti hai aur kya andh bhakti fir ek din Gonu Jha ne aisi yojna banayi ki unke pita ji ko samajh me aa gaya ki kahan dhan kharch karna chahiye kahan nahi.

01-03
06:08

Gonu Jhaa Ki Shikari Billi

Chuhon se pareshan Mithila Naresh ne sabhi darbariyon ko billi palne ka aadesh diya aur kaha ki Ese aisa banao ki chuhon ka shikar achchhe se karen…kuchh din baad sabki billiyon ko darbar me bulaya gaya to pata chala ki sabki billiyan hai to moti taji lekin shikar karne me nakan sirf Gonu Jha ki billi ko chhodkar.

12-29
13:28

Grah Dosh Nivaran

Gonu Jha ko apne khet ki buvai karwani thi lekin unhe Majdoor nahi mil rahe the fir unhone aisa jugad lagaya ki pure kheton ki jutai bhi ho gayi aur majdoori bhi nahi deni padi.

12-29
09:24

Mere Bete Ka Naam Chor

Gonu Jha ko Bhanak Lagti hai ki kuchh chor unke ghar me chori karne ki yojna bana rahe hai, fir gonu Jha apne ghar aate hai aur apni patni se kahte hai ki ab hamare bete ka naam chor hoga,kuchh din baad chor unke ghar chori karne aate hai aur Gonu Jha ke bete ka naam chor hone ki vajah se usi raat pakde bhi jaate hai...

12-29
08:47

Pandit Nai Aur Gonu Jhaa

Ek pandit ji Nai ko hazamat banane ke badle "Kuchh" dene ki baat kahte hai ,hazamat hone ke baad pandit ji kahte hai bolo kya de du Nai kahta hai mujhe kuchh chahiye jo aap ne kaha hai, pandit ji kahte hai bolo kya du, Nai kahta hai mujhe kuchh hi chahiye jo aap ne kaha hai...pandit ji pareshan hokhar Gonu Jha ke paas jate hai aur Gonu Jha apni chalaki se sab theek kar dete hai......

12-29
13:01

Recommend Channels