DiscoverHar Din MahaShivPuran
Har Din MahaShivPuran
Claim Ownership

Har Din MahaShivPuran

Author: Chanda | Ardaas.Life - A Modern Seeker’s MahaShivPuran

Subscribed: 0Played: 0
Share

Description

Har Din MahaShivPuran is a Hindi devotional podcast rooted in Shivji’s leela and the timeless wisdom of the Maha Shiv Puran. Spoken from the heart, it is a conversational, non-academic journey into one of Hinduism’s most profound and ancient texts. New episodes release every Somvār.


Each episode offers seekers a few quiet minutes of katha, leela, insight, and samarpan — drawing from the sacred chapters of the Shiv Puran, with reflections anchored in Guruji’s anant kripa.


✨ Best experienced as a companion to our book, A Modern Seeker’s MahaShivPuran, available at www.mahashivpuran.com


Free chapters and a detailed glossary are also available online to help understand both the literal and symbolic meanings of Puranic terms.


Har Somvār ek nayi katha… Har Din Shivji ka samarpan.
An offering of presence, for modern seekers walking an ancient path.


🌸 Created by Ardaas Publishing | www.ardaas.life

🎙️ Narrated by Chanda, Translator of A Modern Seeker’s MahaShivPuran and Founder of Ardaas Life.

24 Episodes
Reverse
Drop us a message, apni baat humse keh dijiye Sangatji, jab Kamdev ka har baan Mahayogi Shiv ke dhyan ko hila na saka, tab Brahmaji ki yojnayen aur unka ahankaar, puri tarah se toot gaya. Issi samarpan ke pal mein Vishnu prakat hue aur Shakti ka param rahasya bataya. aaiye sunte hain ki kaise Brahma-Vishnu ka samvad hamein 'Karm se Kripa' tak ki yatra samjhata hai, aur kyun Param Shakti, Ma Jagadamba, ne kaha ki woh Shiv se milan 'Tapasya' se karengi, na ki Maya se? --- In this profound epis...
Drop us a message, apni baat humse keh dijiye जब हवा में कोयल का गीत घुलता है और घाटियों पर वसंत का रंग बिखरता है, तब भी कैलाश पर बैठा योगी अचल कैसे रहता है? हम कहानी खोलते हैं जहां ब्रह्मा एक सरल प्रश्न से गहरी खोज शुरू करते हैं: कामदेव, रति और वसंत ने मिलकर शिव को जगाने की हर युक्ति आजमाई, फिर भी समता क्यों न टूटी। दक्ष की उलझन मानव मन की दुविधा जैसी है—आकर्षण सर्वत्र है, पर व्रत के सामने वह क्यों ठहर जाता है। इसी पथ पर हम देखते हैं कि प्रकृति माहौल बदल सकती है, पर नीयत नहीं; दृश्य मोहित क...
Drop us a message, apni baat humse keh dijiye Sandhyā ki Katha, Sati Khand ki ek mahatvapurn aur rahasyamayi katha hai. Yeh episode Sandhyā ki tapasya ka gehrā arth samjhata hai — kaise usne pure brahmāṇḍ ko seekh di rukne, dekhne aur samajhne ki kala (The Divine Pause). Jahan saundarya janm leta hai aur turant icchha jaag jaati hai… par usi kshan Shiv ki maryādā bhi utpann hotī hai. ----- Sandhyā — the first light born from Brahmā’s mind, the gentle radiance between day and night. When beau...
Drop us a message, apni baat humse keh dijiye Brahma ji Kamdev ki katha sunate hain — kaise icchha Mahapralay ke shoonya se janm leti hai aur kaise Shiv ki leela usse prem mein badal deti hai. Yeh katha batāti hai ki icchha buri ya paap nahi — sṛiṣṭi ka nimantran hai. Jab Dharma antarman se pukarta hai, Mahadev prakat hote hai — aur icchha bhog nahi, bhakti ban jaati hai. Sangat ji, yeh episode humein yaad dilata hai ki Shiv ke prakash mein har moh mukti ban sakta hai. ------- In this soul...
Drop us a message, apni baat humse keh dijiye Sangatji, aaj ke iss episode mein hum Rudra Samhita ke Sati Khand ka prarambh kar rahe hain—Sati ka divya janm, unka Shiv se milan, Daksha ka ahankaar, yog-agni, Virabhadra ka prakat hona aur Parvati ke roop mein Shakti ka punar-aagaman. Ye katha sirf puranik ghatnaayein nahi, balki hamare jeevan ka darpan hai—Maya parakhti hai, Bhakti shuddh karti hai, Kripa humein satya ta le jaati hai ----- Begin your journey into the MahaShivPuran (Rudra Samh...
Drop us a message, apni baat humse keh dijiye Mahapralay ke shoonya se shuru hoti hai nayi srishti. Shiv aur Shakti ke manthan mein, hum apni hi yatra dekhte hain — Bhay se Vishwas tak, Samay se Samarpan tak, Maya aur Ahankaar se Guru aur Kripa tak. Sangatji, yeh katha sirf srishti ki nahi… hum sab ke andar ho rahe ek jagran ki hai. Is Diwali, apni roshni ko andar se jalaaiye. ✨ Jai Guruji | Om Namah Shivaya —————- In this special episode of Har Din MahaShivPuran, we revisit the Srishti Khan...
Drop us a message, apni baat humse keh dijiye Sangatji, iss vishesh episode mein Narad ji ek gahra prashn puchte hain – “Shiv kaise hain? Unka aacharan kya hai? Unki kripa hamare jeevan ko kaise badal deti hai?” Brahma ji ke saath hum chalte hain srishti ke rahasya se lekar ek chaur Gunanidhi ki kahani tak – jo ant mein dhan ke aadipati aur Shiv ji ke mitra Kubera ban jaata hai. ------ In this landmark 40-minute episode of Har Din MahaShivPuran, we journey through the closing chapters of th...
Drop us a message, apni baat humse keh dijiye Sangatji, yeh adhyay Shiv Tattva to hamare jeevan mein utaarne ka jeevant marg hai. Narad ji ka prashna humein yaad dilata hai: prem ko abhivyakti chahiye, aur pooja wahi prem ka samvaad hai. Yahi hai Shiv-bhakti ka mool marg — satsang se Guru, Guru se mantra, mantra se bhakti, aur bhakti se gyaan. ----------- In this episode of Har Din MahaShivPuran, we enter five profound chapters of our book 'A Modern Seeker's MahaShivPuran' where Shivji revea...
Drop us a message, apni baat humse keh dijiye Shoonya se ubhar kar, tapasya, prashn, vivaad aur samarpan ke raaste… Vishnu aur Brahma ko mila Shiv Tattva ka darshan. In adhyayon main hum milte hai srishti ke akhand rahasya se - Sadashiv jo apni Shakti ke saath prakat hote hai. In this episode of Har Din MahaShivPuran, we journey through Chapters 38–41 of the Rudra Samhita (Srishti Khand). From the stillness of Mahapralaya to the appearance of Sadashiv, Vishnu’s tapasya, Brahma’s confusion, t...
Drop us a message, apni baat humse keh dijiye Rudra Samhita ka aarambh hota hai Naradji ki kahani se — tapasya, ahankaar, apmaan aur samarpan. Yeh katha humein dikhati hai ki Shiv aur Vishnu ki kripa se kaise ahankaar pighal kar bhakti mein badalta hai. Welcome to Episode 11 of Har Din MahaShivPuran, where the Rudra Samhita begins. In this opening arc, we follow Naradji through his intense tapasya, the rise of pride, the illusion of the swayamvar, his painful humiliation, and the eventual t...
Drop us a message, apni baat humse keh dijiye Sangatji, yeh katha samarpan ke raaz ko kholti hai — kya hai asli samarpan, kyun karein aur kaise karein. Vidyeshwar Samhita ke adhyayon mein Sutji batate hain ki ahankaar ka tyag hi sabse bada samarpan hai. In this episode of Har Din MahaShivPuran, we dive deep into the timeless teaching of Samarpan — surrender at the feet of Shiva. Drawing from the Vidyeshwar Samhita of the Shiva Purana, this episode explores why true surrender is not weakness ...
Drop us a message, apni baat humse keh dijiye Vidhyeshwar Samhita ke antim adhyayon (29-32) mein Sutji humein Shivji ke anmol uphaar dete hain — Naivedya, Bilva, Naam Jaap, Bhasma aur Rudraksha. Yeh chaaron saathi humein sikhate hain ki bhakti ka saar kathin tapasya mein nahi, balki samarpan mein hai. Naivedya mein jeevan-urja arpit hoti hai, Bilva mein astitva, Naam Jaap hummen Shiv se jodta hai, aur Bhasma yaad dilata hai ki sab kuch jalne ke baad bhi Shiv hi bachte hain. Rudraksha u...
Drop us a message, apni baat humse keh dijiye Sangatji, aaj hum pichhle episode mein chhede gaye ek vishesh vishay par manan kar rahe hai - Guru Ling, Guru Kripa Aur Maryada. Is episode mein hum samajhte hain Guru Ling ka tattva: “Jo Guru hai wahi Shiv hai; jo Shiv hai wahi Guru hai.” Aur aage, Guru–Shishya ki parampara, Guru kripa ka sach, aur Guruji ke apne vachan humein yaad dilate hain ki Kripa hamesha maryada ke saath behati hai. In this Ardaas Har Guruvaar Special, we explore Guru Ling...
Drop us a message, apni baat humse keh dijiye Is episode mein hum Vidyeshwar Samhita ke adhyay 25–27 sunenge. Sutji samjhate hain jeevan ke bandhan, karma ka chakravyuh, mukti ke teen charan… aur Kaliyug ke liye Shivji ka vardaan — Parthiva Lingam. ---------- In Chapters 25–27 of the Vidyeshwar Samhita, the rishis ask a profound question: how does the jiv get bound, and how can it be freed? Sutji answers by revealing the eight inner bondages, the wheel of karma that carries the soul from bir...
Drop us a message, apni baat humse keh dijiye Vidyeshwar Samhita ke Adhyay 24 mein Sutji māyā ka asli svaroop batāte hain — kewal bhram nahi, balki Shivji ki apni Shakti. Om ke nāda, bindu aur turiya ke madhyam se ve humein kālachakra se pāar, Mahākāl tak le jaate hain. 🌿 Ek kathā jagruti ki — māyā ke jaal se Shivji ke anant satya tak. ---------------------------------- In this episode of Har Din MahaShivPuran, we enter Vidyeshwar Samhita Chapter 24 — where Sutji reveals the true nature of M...
Drop us a message, apni baat humse keh dijiye Aaj ke episode main hum Sutji aur rishiyon ke saath chalte hain Vidyeshwar Samhita ke adhyay 20–24 tak. 🌿 Kaise ek sadhak ka roz ka jeevan — dincharya, sadāchār, daan, puja — ban jaata hai Shivji ka marg. 🔥 Kyon grihasth jeevan chhota nahi, balki dharm ka sthambh hai. 💧 Kyon asli daan dikhāwe mein nahi, balki karunā aur sādgi mein hai. 🕉️ Aur ant mein, kaise Om — yeh ādi dhvani, Shivji ka hriday — jeev ko sabhi lokon se upar le jaakar Shivalok ki...
Drop us a message, apni baat humse keh dijiye Iss bonus episode mein hum Shivji ke divya karyon ko samjhenge — srishti (utpatti), sthiti (paalan), samhar (vilay), tirobhav (chhupana), aur anugrah (kripa). Samjhenge kaise bilva patra in teen pehli kriyaon ka pratik hai, tirobhav kyon sabse rahasyamayi hai, aur anugrah kaise Guru roop mein hamaari har din, har pal ko jaagruk karta hai. Yeh sirf brahmand ka gyaan nahi, balki hamaari roz ki zindagi ka nitya nritya hai. Shivji ki leela hum mein h...
Drop us a message, apni baat humse keh dijiye Om ki goonj aur Shivling ka rahasya — Vidyeshwar Samhita ke adhyay 17–19 mein Shivji swayam batate hain apna anant tattva. Is episode mein: ✨ Om — brahmand ki dhadkan aur Shivji ka niraakar swaroop ✨ Panchakshar Mantra “Om Namah Shivaya” — jo sadhak ko kripa se jodta hai ✨ Lingam — Shivji ka sakal aur nishkal dono roop MahaShivPuran ka yeh khand humein yaad dilata hai ki Shivji na kewal roop hain, na kewal niraakar — Woh dono ke paar hain. ✨ Har ...
Drop us a message, apni baat humse keh dijiye Episode 6 takes us to the sacred moment when a dispute between Brahmaji and Vishnuji is dissolved by Shivji’s anant jyoti-stambh. In this leela, the eternal truth of the Shivlinga is revealed, Brahma’s pride is humbled, Vishnu’s devotion is blessed, and Ketaki’s fate is sealed. It is here that Shivji declares the first Shivratri — a night of surrender, fasting, and worship that grants the fruit of a year’s devotion. A story of ahankaar turning in...
Drop us a message, apni baat humse keh dijiye In this soul-stirring episode, we enter the sacred gateway of the Vidyeshwara Samhita, where six ancient sages seek the highest truth: What is the true aim of life—and how can it be attained in this restless world? Sutji’s response is not an argument… but an unfolding. Through a divine story passed from Brahmaji to Sanat Kumar to Vyasji and finally to us, we are guided toward three timeless acts of devotion: Shravan — sacred listening. Kirtan —...
loading
Comments