Discover
Kahaniyon ka Mantra

Kahaniyon ka Mantra
Author: MnM Talkies
Subscribed: 12Played: 386Subscribe
Share
© MnM Talkies
Description
Kahaniyon Ka Mantra, humare aur aapke zindagi ke panno ke, kuch aisi kahaniyan, jo aapke dilon ko choo jaaye, aapke chehre pe muskaan laaye, jo aapko hasaaye bhi aur rulaye bhi...jo aapko aapke kal, aaj aur kal se milaye bhi. Baniye in kahaniyon ka hissa Mantra ke mantramugdh karne wali awaaz ke saath. Awaaz ka yeh jaadugar aapko lekar jaayega kahaniyon ki aisi duniya mein jahan aap kho jayenge. Toh tayyar ho jaiye kahaniyon ka hissa banne ke liye. Ek MnM Original, 'Kahaniyon Ka Mantra'.
Watch video episodes here: https://www.youtube.com/channel/UCLUHDPDnIhEq2HEw-muIeyQ
Watch video episodes here: https://www.youtube.com/channel/UCLUHDPDnIhEq2HEw-muIeyQ
134 Episodes
Reverse
👑 Ek tha raja... par kismat ne usse sadak par laake khada kar diya.But he didn’t give up — he rose, he fought, he became a warrior. 💥🐘Ye hai kahani Ram Dhol, Odisha ka ek rejected prince jo ban gaya accidental hero.🎧 Suniye Kahaniyon Ka Mantra - Haathi Pachad Yodha RAMDHOL!
Ek andha ladka, ek maa ka sapna, aur ek darbaar jahan sabko uski baat ne hila diya!No eyes, no fear—sirf mazaak, samajh aur ek royal topi ka silsila! 👑😂Gaon mein jealousy bhi thi (hello Bhola Bakkal 😤), par Nayan Sukh ne sabko sikha diya:“Sabse bada rog? Kya kahenge log!”📜 Seekh?Aankhon se nahi, dil aur dimaag se dekho!
Baalon ki cutting ya nautanki ka live show? 😎✂️Kerala ke backwaters mein, ek boat par baitha hai Bhaskaran, jiska swag hai full filmi, aur scissors chalte hain jaise sword fight! 🚤💇♂️Ab toh murga bhi confuse ho gaya — kaun hai aakhir zyada stylish?Suniye Bhaskaran the Backwater Barber only on Kahaniyon Ka Mantra!
"जिंदगी बदलू शकते एका मोराच्या पिसामुळे!" 🪶Chinchgaon ki Pintya – bade sapne, zero kaam – gaon walon ko "divine feather" bech kar ban jaati hai baba… jab tak ek bolne wala mor saamne nahi aa jaata! 🦚Lazy jhooth se leke tiffin hustle aur peacock dance shows tak, yeh kahaani hai ek dhamakedar twist wali lokkatha!📜 Seekh?Shortcut nahi, mehnat hi asli jeet hai. 💪Subscribe to Kahaniyon Ka Mantra – new episodes every Wednesday and Sunday.And hey, don’t forget to like, comment, and hit that bell icon! 🔔
Kheer Se Khazane Tak | Bhoora Singh Ki Sweet-Turned-Savage Kahani! 😋💰KKM presents: Ek meetha twist wala folk tale jismein ek drop of kheer ban gaya zindagi ka jackpot! 🎰Meet Bhoora Singh – ek sharmaaya-sharmaaya Rajasthan ka ladka, jisko raat mein kuch dikhta hi nahi! 🌚Aur jab uske dost Gora Singh ke yahan milti hai special wali kheer, toh ek boond se shuru hoti hai ek sone-chandi tak pahuchne wali kahani! 👑🍚 Ek chammach kheer ki chahat😶 Ek awkward refusal moment🦶 Ek silent mission to the kitchen💥 Ek kheer ka facewash + wolf den + sack full of gold = CRAZY plot twist!📜 Moral of the story? Kheer ho ya zindagi — jab mann kare, toh le lo second helping!
This Week’s Story: Sona and Rupa | KKM Ep 5 Trailer ✨Two sisters. One prince. And a decision that changes everything. 👑💔When love and decency collide — who will win?🎧 A tale from the heart of Bundelkhand — part folk, part woke.Listen to the story of Sona and Rupa, only on KKM – where stories are pure magic. ✨Subscribe to Kahaniyon Ka Mantra – new episodes every Wednesday and Sunday.And hey, don’t forget to like, comment, and hit that bell icon! 🔔
🐅 Bahu Vs Bagh – Jab Damaad Nahi, Tiger Aaya Sasural!Jab ek Bengali parivaar mein Dussehra ke din ek tiger ne dastak di aur bola,“Main hoon chhoti bahu ka mama!” 😳Ek kahani jahan ek meethi boli bana deti hai tiger ko dost…Aur ek kadwi zubaan bana deti hai uska dinner!🎙️ Tune in for a hilarious and heartwarming Bengali folktale where tradition meets jungle adventure in the most unexpected way!Subscribe to Kahaniyon Ka Mantra – new episodes every Wednesday and Sunday.
Shabrang: Chor ya Shehzada? Ek Kashmir ki thandi waadiyon se aayi daastaan jismein chori bhi hai, rajneeti bhi, aur ek aisa twist jo rishtey ke rishton ko hila ke rakh de! Kahaniyon Ka Mantra ke naye episode mein milte hain ek king, ek chor aur ek raaz se...Jab ek maa ne apne bete ko chor banaya, toh kya uska sapna poora hua?Aur jab raaz khula, toh ek shaadi reh gayi adhoori... Suniyega “Shabrang” – ek kahani jismein sachai aur jazbaat ka sangam hai.Subscribe to Kahaniyon Ka Mantra and suniye nayi kahaani every Wednesday and Sunday.
Dosti ho ya dhoka, asli hungama toh tab shuru hota hai jab chaturai ke saath takraata hai nyay ka danda! ⚖️🕵️♂️Aaj ke episode mein suniye Gangabandhulu aur unke "dost" Kutuswami ki ek dhamakedaar kahani — jab bharosa bana bhasm aur ek minister ki chaal ne macha diya court mein hungama!Ek wooden box, thodi si lalach, aur ek raja ka nyay... sab kuch milega is kahani mein, jisme chalak banne gaya Kutuswami… aur khud hi apne jaal mein phans gaya! 🎭😲Suniye yeh hansi, dhokebaazi aur seekh se bhari kahani – sirf aur sirf Kahaniyon Ka Mantra par!📅 Naye episodes har Sunday
Dosa ho, Sambar ho, ya phir ho Koottu - sirf ek Kadi Patta daalne se inn sabhi south indian dishes mei jaan aajati hai. Lekin kya yahi Kadhi Patta kisi ki jaan le bhi sakta hai?Aaj ke Sunday special episode mei suniye, seedhe Tamil Nadu se, ek aise kubde aadmi ki kahani, jisme sirf ek kadi patte ne, chaar sajjano ki life mei hi tadka laga diya!Listen to such similar interesting stories, every sunday and wednesday, only at Kahaniyon Ka Mantra. Like, share, and subscribe - and haan, bell icon dabana na bhoolna,taaki aap ek bhi kahani miss na karein. 🛎️ Subscribe, ❤️ Share, and become a part of this world of stories – where every tale speaks to the soul.#Storytelling #HeartfeltStories #RJMantra #HindiPodcast #LifeLessons #InspiringStories #KahaniyonKaMantra #EmotionalStoriesFollow us on Instagram for more updates: https://www.instagram.com/mnmtalkies/Subscribe nowhttps://open.spotify.com/show/55vVqoSmxWsVe3m5qmOoWD?si=603549cbff82405b&nd=1&dlsi=5c1fa60a63e040cfhttps://podcasts.apple.com/us/podcast/kahaniyon-ka-mantra/id1605337212?at=1000lPBj&ls=1https://pod.link/1605337212
Aapki demand par, hum vapas le aaye hain kahaniyon ka jaadu!#KahaniyonKaMantra Season 3 — iss baar bharatiya mitti ki lok kathayein sunayenge, jinki khushboo aati hai mitti se aur raag desh ki dhadkan se!Taiyaar ho jao ek aur yatra ke liye every Sunday ✨🛎️ Subscribe kijiye, ❤️ Share kijiye, aur jud jaaiye iss kahaniyon ki duniya se – jahan har kahani hai khaas.https://www.youtube.com/@KahaniyonKaMantraa#HindiStories #HeartTouchingTales #RJMantra #Storytelling #KahaniyonKaMantra #EmotionalStories #PodcastIndia #StorytellingPodcast #LokKathaonKaSafar #IndianFolkTales #RJMantraStyle #KKMSeason3 #PodcastLovers #SunoDilSe
Sahas aur himmat ka koi gender nahi hota! Hamesha dusron se pehle khud pe vishwas rakhna zaroori hai...Hello folks! Subah-subah thoda zyada serious ho gaya? 😅Chalo, le aaye hain aapke liye ek aisi kahani jiska mantra hai — kabhi khud pe doubt mat karna!Suniye Gujarat ki sherni -Rupali Baa ki kahani only on Kahaniyon Ka Mantra.
100 se bhi jyada companies mein interview diya Bholu Engineer ne, magar kahin nahi lagi naukri. Ab kya karega Bholu? Kya kar payega koi jugaad, aur chuda payega Lala ke paas se apne Maa ke kangan. Janne ke liye suniye Kahaniyon ka Mantra ki ye Engineer’s Day special kahani – Berozgaar Engineer!
Nagpur ke Ganesh pandal mein jaa pahucha ek aisa shararti bachcha, jo puchne laga pandit ji se anokhe sawal..
Ab kaise niptenge uss bachche se pandit ji, jaane ke liye suniye Kahaniyon Ka Mantra ki ye Ganesh Chaturthi special kahani – Vighnaharta Ganesha
Ek bahot hi bade school ka inauguration karne aane wale hain OPS. Magar kaun hain ye OPS, jo Chief Minister aur Education Minister se bhi jyada powerful hain? Janne ke liye suniye, Kahaniyon Ka Mantra ki ye kahani – Mission OPS
Satara se Nagpur aa rahe hain Abhimanyu apni team ke sath dahi handi fodne ke liye. Magar unki bus fass gayi hai bhayankar traffic jam mein. Toh ab kya karenge Satara ke Govinda. Kya pahuch payenge time pe ya karenge koi aur chamatkar. Janne ke liye suniye, Kahaniyon Ka Mantra ki ye Shri Krishna Janmashtami special episode – Dahi Handi Competition
Nitin ki hai ek chhoti si kapde ki factory. Magar uss chhoti si factory mein Nitin karta hai ek bada hi nek kaam. Usne aise logon ko rakha hai kaam par, jinhe nahi mil raha tha kahin aur kaam. Unke sath kaise Rakhi manayega Nitin, Janne ke liye suniye, Kahaniyon Ka Mantra ki ye Raksha Bandhan special kahani – ‘Raksha ka Bandhan’
Bahadur ki lagi hai nayi nayi fauj mein naukri aur pehle hi din mil gayi hai use aisi jagah posting jahan jaana hai behadd khatarnak.
Ab kaise milegi himmat Bahadur ko ladne ki?
Janne ke liye suniye Kahaniyon ka Mantra ki ye Independence Day special kahani – Wardi Ki Taaqat!
College ke pehle din truth and dare khelte waqt Maddy ko mila.. Dare pad gaya itna bhari, ki ho gayi sabhi ke samne uski kirkiri.
Aisa majak udaya Riti ne, ki ho gaya Maddy ka heart-break. Ab kaise lega Maddy usse badla.
Janne ke liye suniye Kahaniyon Ka Mantra ki self-love wali lovely kahani, ‘I Love Me’
Dhundne ko inner peace jaana chahta hai Vimpy solo trip pe. Par kya itni chhoti si umar mein jaane denge uske parents uske first ever solo trip pe? Ya ghar par hi mil jayega Vimpy ko uska inner peace? Jaane ke liye suniye,
Kahaniyon Ka Mantra ki National Parents Day special ye kahani – My Inner Peace
Yxxjxhxjcj