DiscoverShayari
Shayari
Claim Ownership

Shayari

Author: Manoj Agarwal

Subscribed: 0Played: 4
Share

Description

Welcome to our Shayari Dil Se podcast, where we celebrate the beauty and power of words. Our podcast is dedicated to exploring the rich traditions of Urdu, Hindi, and other languages through the art of poetry and Shayari.

In each episode, we showcase the work of some of the most renowned poets and Shayars from around the world. We delve into their lives and works, exploring the themes and emotions that have inspired them. From the romantic to the philosophical, from the playful to the poignant, our podcast offers a wide range of styles and themes.
28 Episodes
Reverse
Chandni raat mein,Jab chaand tumhein dekhega,Tum bhi kya chaand ho,Taaron se yahi poochega… Laakh parde mein raho tum,Phir bhi yaqeen hai mujhko,Meri khamosh mohabbat ka,Ehsaas tumhein chhoo lega… Sabko yun hans-hans ke na dekho,Dil mera jal jaayega,Dekhne wala toh aakhir,Kuchh aur hi samjhega… Tumse door hokar bhi,Tum mere paas he ho,Meri har tanha raat mein,Chand bankar utaroge… Yaad aate hai woh guzre zamaane phir se,Jab kabhi in haathon ki Lakeeron ko dehta hun,inh mein tera he naam dhoondhta hun Aur jab koi poochta hai mujhse,“Kaun tha jo itna apna tha?”Main muskura ke chup rehta hun,Dil aankhon se sab keh deta hain
पुष्प की अभिलाषा माखनलाल चतुर्वेदी | Pushp Ki Abhilasha Makhanlal Chaturvedi
एक बूँद हिंदी कविता अयोध्यासिंह उपाध्याय हरिऔध Ek Boond Hindi Kavita Poem Cover literature bund
पुस्तक रश्मिरथी का संक्षिप्त परिचय - Intro to Rashmirathi by Ramdhari Sngh Dinkar
नर हो न निराश करो मन को मैथिलीशरण Nar Ho, Na Nirash Karo Man Ko Hindi Kavita - Mathili Sharan Gupt
loading
Comments