Discover
Suno...

106 Episodes
Reverse
Mast mausam si hai woh, kabhi kabhi aati hai…
Shukriya tera, meherbani.
Umr 12, naam kya pata, mere haathon mein jo roti hai uska dharm lapata..
Kuch pohchenge apni mazil pe, kuch kr tyre puncture ho jaenge…
Toote khwabon aur bikhre rishton ka ek Shehr tha ✨
Chai ki tapri aur ek nazm
“Main uske ishq mein paagal, tu mere ishq mein paagal”
Paani..
*Bazm - Mehfil, faani - mortal , lafaani - immortal
Mat phook mujhe yu aashiq ki tarah, ek din mujh sa ho jaega, bas raakh bachegi seene main, tera dil dhua ho jaega.
Guhaah hai rona, pochh le aansu, pee ja, dard ko dil mein rehne de, roya agar toh kamzor dikhega, duniya hasegi kya kahegi, chhup hoja, ladke rote nahi…
Mohalle ki Tang galiyon se jo kabhi tang na hua, usko aaj shehr ke chhode raaston ne tang kar diya hai.
Kuch kahaaniyan tujhe sunaunga…
Kuch bhi...
Ek chhoti kahaani...
Ek din aaya maut hui,
mere dard ne jeena chhod diya
na bachi mohobbat, aakh khuli
uss bedardi ko chhod diya!
Sab Qismat ki baat hai.
Firdaus ki haqiqat hai woh ladki jo meri bike ki peeche wali seat le bethi hai,
Ab sawaal yeh hai ki, jannat kashmir hai ya heer...
Zeher pila deti,
saala afsos nahi hota,
ye tune kya kiya,
chal jo kiya so kiya par agar yeh hi karna tha toh,
jaan se zyada ishq kyun kiya...
A poem
Chalo ek Kahaani sunata hu.