Ask Mufti Tariq Masood | 287th Session - Masail Ka hal
Description
(0:00 ) Intro
(0:13 ) Masjid mein ijtimai zikr o duaa mein shamil hona kaisa hai?
(2:15 ) Agar Naqshbandi silsile ke mamoolat roke ja sakte hain?
(4:50 ) Agar kutte ka bacha bila irada mar gaya?
(6:25 ) Kya sadqay ka gosht apne ghar mein istemal karna kaisa hai?
(7:37 ) Biwi ke dabao mein aakar doosri shadi na karne ki qasam khana?
(11:10 ) Nand aur unke bachon ko ghar aane se rokna?
(14:40 ) Agar bachpan mein kabira gunah hua toh kya karein?
(15:20 ) Mudskipper fish ko halal kar ke khana?
(16:50 ) Agar shadi-shuda mard se muhabbat ho gayi toh kya karein?
(20:55 ) E471 wala khana kaisa hai?
(21:25 ) “Main aap ko khwab mein dekha” (Mufti Sahab ko) toh tabeer kya hogi?
(22:17 ) Gunah ke dar se chhup kar nikah karna kaisa hai?
(28:40 ) Adopted bachay ka jaidad mein hissa kya hai?
(29:38 ) Buray khayalat ka aana?
(30:53 ) Biwi ki wajah se maa ko chhod kar alag rehna kaisa hai?
(34:54 ) Bank ki job ki wajah se rishtedar ki shadi mein shareek na hona?
(35:38 ) Chiriya aur billi ki aankhon ke bagair drawing banana?
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.