Ask Mufti Tariq Masood | 348th Session - Masail Ka Hal
Description
(0:00 ) Intro
(0:12 ) Bachy ki wiladat ke baad khawateen kitne din mein ghusl karein?
(1:04 ) Bank ki nokri ka sharai hukum
➤ Banking ke detailed masail
➤ Kya molvi deen ke thekedaar hain?
➤ Youth Club walon ka tareeqa?
➤ Mard aur aurat ki namaz ka farq?
➤ Ikhtilafi masail ka hal kya hai?
➤ Misr ke ulama aur talaq/khula ka nazariya
➤ Pakistani law mein talaq aur khula
➤ Qur’an-o-sunnat ke manjan farosh kaun?
(40:56 ) Biwi ka shohr ka ehtaram na karna
(41:34 ) Hathon par elfi lag jaye to wuzu ka hukam?
(44:38 ) Kya Ameer Muawiyah (RA) ne Hazrat Ali (RA) se zor se bait karwai?
(45:30 ) Digital cartoon mein larki ki tasveer — jaiz?
(46:22 ) Pehli biwi chali gayi, shohr ne doosri shadi ki — khula ka case?
➤ Talaq ka ikhtiyar sirf mard ke paas kyun?
➤ Kya deen ke qawaneen unfair hain?
(52:12 ) Razaai aulad ka virasat mein hissa hota hai?
(52:23 ) Virasat ka hissa khushi se maaf karna — jaiz?
(54:19 ) Pregnant aurat ka zacha wali ke ghar jana
(54:56 ) Shohar aulad nahi chahta, aurton se taalluq — khula ka tareeqa?
(57:12 ) “La adri” kehna aur aaj kal ke phainko scholars
(1:01:45 ) Kis imam ke peeche namaz nahi parhni chahiye?
(1:04:18 ) Bachpan mein tay kiye huye rishtay
(1:04:51 ) Milad ka matlab aur seerat jalsay — bid’ah ya sunnah?
(1:08:33 ) Sunnat-e-Muakkidah ke baghair namaz — valid?
(1:08:45 ) Machine zabiha halal hai ya haram?
(1:12:35 ) Zina ho jaye to tauba ka sahi tareeqa
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.