Ask Mufti Tariq Masood | 352nd Session - Masail Ka Hal
Description
(0:00 ) Intro
(0:02 ) Bap aur beta mil kar ghar banayein — virasat ka hukum?
(1:35 ) Ghar walon se chhup kar madad karna — jaiz hai?
(1:52 ) Imam masjid taweez ke paisay le — halal hai?
(3:36 ) God lena — sirf baap ki raza ya maa ki bhi?
(4:26 ) Bina wuzu azaan aur tilawat — jaiz hai?
(4:44 ) Aligarh Muslim University se engineering — jaiz hai?
(5:00 ) Aurat ka YouTube par naat parhna — sharai ruling?
(9:30 ) Imam ka aqeeda “Nabi ﷺ haazir naazir” ho — namaz valid?
(11:16 ) Surah Kahf ki 10 ayat yaad — Dajjal se hifazat milti hai?
(11:33 ) Maa ki baddua lagti hai?
(12:16 ) “Allah bhi aajaye to haath nahi milaunga” — aise shakhs se kya sulook?
(13:17 ) SRA app se kamai — halal ya haram?
(15:41 ) Shohar biwi ke job se na raazi ho — kya hukam?
(17:53 ) Nabeena ko jamaat mein namaz — zaroori hai?
(18:47 ) Asar ke baad qaza namaz parhna?
(18:56 ) Fajr qaza ho jaye — zawal se pehle sunnat parhna?
(19:49 ) Hadis sahih ya ghalat — kaise maloom ho?
(24:47 ) 3rd bachay ki paidaish mein kitna waqfa hona chahiye?
(28:00 ) Overlock walay ke paas kapray reh jayein — kya karein?
(28:41 ) Drop shipping jaisa app-based business — halal ya haram?
(29:53 ) Artificial jewelry pehn kar namaz?
(30:05 ) Sehra bandhna ya pant-shirt pehnna — haram hai?
(31:18 ) Boys ki uneven haircut — jaiz hai?
(32:10 ) Teesri biwi ki shadi wale din — kis biwi ki baari?
(35:44 ) Safar mein qasr ki namaz jamaat ke saath?
(36:06 ) Rishta dekhte waqt — deendaar larki ya gharailu?
(38:20 ) Sirf “Muhammad” naam rakhna — jaiz hai?
(38:45 ) Azaan ki awaaz ghar tak na aaye — jamaat chhor sakte?
(39:36 ) Umrah ka tawaf electric car pe?
(39:58 ) Mutalliqa ki dobara shadi — wali ki ijazat farz hai?
(41:32 ) Shohar pardais mein ho — aurat ka badan dikhana?
(42:10 ) Mutaf mein tawaf bina umrah ki niyyat — ehraam ka hukam?
(42:20 ) Baghair bataye court marriage ki — baad mein afsos ho to kya karein?
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.