Ask Mufti Tariq Masood | 356th Session - Masail Ka Hal
Description
(0:00 ) Intro
(0:05 ) Talaq ke bawajood maa baap ek saath hoon — bachay ka rawayya kya ho?
(1:53 ) Leucorrhoea wali shar‘i ma’zoor larki ka nikah ke din wuzu ka masla?
(3:14 ) Kya aurat ussi mard ki pasli se paida hoti hai jisse uska nikah hota hai?
(4:35 ) Haram Makkah ka Qur’an ghar le jana — jaiz hai?
(5:03 ) Namaz ke dauran shawl khisak jaaye, baal nazar aayen — kya namaz ho gayi?
(5:22 ) Baiti apni maa ko najaiz taalluqat se kaise rokein?
(6:30 ) Bank mein cashier ki job — halal hai?
(6:48 ) Tijarat mein kitna munafa lena jaiz hai?
(9:14 ) Love marriage, larki ka maslak mukhtalif — rishta karein ya nahi?
(10:56 ) Dr. Israr clip — kya Israel Greater Israel banayega?
(13:48 ) Zakat dene ka sahi tareeqa kya hai?
(14:54 ) GTM app se paisay kamaana — halal ya haram?
(16:03 ) Love marriage, larki wale sood ka karobar karte hoon — kya hukam hai?
(18:44 ) Freelance graphic design mein tasveer edit karna — haram hai?
(20:02 ) Wafat ke baad home country mein dafnanay ki wasiyat?
(21:01 ) Fajr sooraj ke baad padhi — ab kya karein?
(21:39 ) Qareebi rishtedaar darya mein doob jaaye — sabr kaise karein?
(23:48 ) Paidaishi ma’zoor shakhs ka nikah — kaise ho?
(28:58 ) Jummah ki 2 sunnat moakkidah hain ya nahi?
(29:28 ) Gande khwab se ihtilam — gunaah hai?
(30:02 ) Toilet se pehle wuzu wali bismillah — parhna chahiye?
(31:10 ) Reports normal, biwi bemaar — jinnat/jadoo ka asar?
(33:54 ) FFCT app jaiz hai ya haram?
(35:00 ) Mobile par Qur’an parhna — jaiz hai?
(35:16 ) Wattay sattay ki shadi — maa aur biwi ke masail ka hal?
(38:51 ) Deen se doori mein liya gaya jahaiz — ab kya hukam hai?
(39:15 ) Namaz/tasbeeh mein riya ka waswasa — kya karein?
(39:34 ) Qur’an hifz karne ka best tareeqa kya hai?
(40:11 ) Ghair qanooni tor par bahar jaane wale Pakistani — unki mazdoori haram?
(40:49 ) Billi khareedna ya bechna — jaiz hai?
(43:48 ) Ghar mein WiFi ho to bachon ki tarbiyat kaise karein?
(45:21 ) Jis larki se zina hua — usse nikah? Walad uz zina aur uski walidiyat ka hukam?
(46:33 ) Company ke free course ki terms todna — jaiz hai?
(48:01 ) Juma ka khutba Urdu mein dena — namaz makrooh hoti hai?
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.