Ask Mufti Tariq Masood | 357th Session - Masail Ka Hal
Description
(0:00 ) Intro
(0:02 ) Qur’an parhne ka zyada sawab hai ya sunne ka?
(1:31 ) Isha ki azan ke baad so gaye — kya namaz qaza? Isha ka waqt kab tak hai?
(2:07 ) Forex trading halal hai ya haram?
(3:17 ) Namaz mein khayalat aayein — deen pe kaise amal karein? Apni nekiyon pe fakhar karna sahi?
(15:10 ) Zarurat ke waqt na-mehram ko dekhna jaiz hai?
(16:11 ) Doodh shareek behen ka virasat mein hissa hota hai?
(16:34 ) Molviyon ya imam masjid ki burai — kya gunah hai?
(24:34 ) Dua ke saath asbab ikhtiyar karna zaruri hai?
(27:04 ) Fajr ke baad sona — jaiz hai?
(27:57 ) Hanfi maslak ke mutabiq — kya khwab shar‘i hujjat hai?
(32:47 ) Log khwab mein Mufti sb ko dekhte hain — lekin Mufti sb khwab kyun nahi sunate?
(34:15 ) Bimari se shifa milne ke baad mannat poori karni zaruri hai?
(35:57 ) Talaq ke baad paida hone wala bacha — kya aurat doosri shadi ke baad saath le ja sakti hai?
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.