Ask Mufti Tariq Masood | 363rd Session - Masail Ka Hal
Description
(0:00 ) Intro
(0:03 ) Passport wali bahu ki lalach mein beta ko bahar bhejna – jaiz hai?
(1:56 ) Tax na dena – kya poori aamdani haram ho jaati hai?
(7:20 ) Alcoholic perfume laga kar namaz – kya namaz ho jaati hai?
(7:32 ) Teen jumay chhorne se kya banda kafir ho jata hai?
(8:30 ) Imam ki sana ke baad jamaat join karein to sana kab parhein?
(9:00 ) Aurat ka YouTube slideshow editing se paisa kamaana halal hai?
(10:34 ) Zubaan ka mazaaq udaane ka badla lena – sharai hukm kya hai?
(12:02 ) Ramzan mein company ki cash gift ka sharai hukm?
(12:44 ) Witr ki aakhri rakaat mein rafa yadain aur dua-e-qunoot?
(13:10 ) Shadi se pehle ki 50,000 nawafil ki mannat – kaise poori karein?
(14:58 ) Farz namaz ki 3rd/4th rakaat mein surah milana – kya namaz tootti hai?
(16:00 ) Billi ghar mein napaaki kar de to kya hukm hai?
(20:48 ) Facebook sale ke liye country location change karna – jaiz hai?
(22:39 ) Mobile message mein teen talaq ka sharai hukm kya hai?
(25:06 ) Billi ko maarna – jaiz hai ya gunaah?
(31:42 ) 5 saal ki fajr ki qaza namazen kaise ada karein?
(33:08 ) Kya ameer aadmi 60,000 ka branded suit shariat ke mutabiq pehen sakta hai?
(36:09 ) Shafi imam ke peechay fajr aur juma ki namaz – jaiz hai?
(37:07 ) Ghusal ke dauran zakhm se khoon aaye to dobara ghusal?
(37:33 ) Ahl-e-Hadith ki sirf ek takbeer – namaz sahih hai?
(38:29 ) Jamaat mein namazi ko bhi “Allahu Akbar” kehna chahiye?
(38:49 ) Pardadar larki ke rishtay ke waqt deewar par pics lena – sharai hukm?
(40:07 ) Aalim banne ke liye walidain ki ijaazat ke baghair mulk se bahar jana?
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.