Ask Mufti Tariq Masood | 375th Session - Masail Ka Hal
Description
(0:00 ) Intro
(0:03 ) Kisi rishtedar par jadu ka ilzam lagana kaisa hai?
(1:19 ) Lady doctor ka mard mareezon ko check karna jaiz hai?
(5:16 ) Khawateen ka joorra bandhna kaisa hai?
(5:36 ) Nani ki behen ki beti se nikah karna?
(6:10 ) La ilmi mein soodi muamla – plot ka contract kar liya, kya hukam hai?
(7:19 ) Sahih, zaeef aur sareeh hadith mein kya farq hai?
(10:23 ) Investment par fixed munafa lena jaiz hai?
(11:14 ) Paisa laga kar cricket khelna kaisa hai?
(12:33 ) Ab Allah Ta’ala koi mojza kyun nahi dikhata?
(21:21 ) Kya bemari rehmat hoti hai?
(24:06 ) Ghair Muslim (Hinduo) ke tehwaron mein shirkat karna kaisa hai?
(25:07 ) Shohar biwi ko maikey mein raat theherne se mana kar sakta hai?
(28:07 ) Rishtedaar ki kamai agar halal na ho to unse gift lena ya unke ghar theherna kaisa hai?
(30:09 ) Dil mein talaq ka lafz kehne se talaq hoti hai?
(30:36 ) Ramzan mein biryani ka hotel khula rakhna jaiz hai?
(31:17 ) Naqli cheezon ki marketing – brand ki copy banana jaiz hai?
(31:49 ) Mufti sb mazar par kyun gaye thay?
(34:36 ) Oman mein Ibaziya firqay ka hukam – kya Ahl-e-Sunnat unki imamat mein namaz parh sakte hain?
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.























