Ask Mufti Tariq Masood | 376th Session - Masail Ka Hal
Description
(0:00 ) Intro
(0:04 ) Qoma aur jalsa mein kitni kam dair thehernay par sajda-e-sehv wajib hota hai?
(0:45 ) Kisi shakhs ka tasawwur kar ke Qur’ani suraton ka dam karna?
(1:35 ) Paishab ke baad qatray aane ki bemari ho to wuzu ka hukam?
(2:07 ) Shadi na karne ki qasam torhna?
(2:35 ) Mahana tankha par zakat ka hukam?
(3:32 ) Shohar doosre sheher mein ho to biwi driving seekh sakti hai?
(4:12 ) Varzish karnay walay kamray mein Qur’an rakha ho to varzish ka hukam?
(5:26 ) Ludo aur shatranj aik jaisay khail hain?
(6:59 ) Kya Qur’an o Sunnat mein bait ka saboot hai?
(11:31 ) Aazmin-e-Umrah ke liye mataf mein tawaf karna?
(14:01 ) Qur’an mukammal karne par 14 sajday ek sath karna?
(14:19 ) Madrasa ke masraf ki raqam kisi ghareeb ko dena?
(14:50 ) Isha ki 2 sunnat mein tahajjud ki niyyat karna?
(15:03 ) Madina Munawwarah mein ghair Muslim ka dakhla kaisa hai?
(16:35 ) Aurat ka doosri shadi karte waqt apne aap ko kanwara kehna?
(18:01 ) Namaz ke arkaan mein kitni taakhir par sajda-e-sehv wajib hota hai?
(20:38 ) Kya haamla aurat dam wala pani ya zamzam pee sakti hai?
(21:00 ) Meher mard ki kamai ke hisaab se muqarrar kiya jata hai?
(23:12 ) Wash basin par wuzu karne ka hukam?
(25:34 ) Raza’at ka masla aur nikah?
(26:50 ) Khutba-e-nikah mein qazi ke alfaz theek na hon to nikah ki hasiyat?
(27:10 ) Uloom-e-najoom aur falakiyat seekhna kaisa hai?
(27:46 ) Haya ke khilaaf masla?
(28:25 ) Sharai ma’azoor ke liye ruku aur sajda ka ishara kaise karein?
(29:37 ) Masjid ke paison mein sikkon ki jagah note tabdeel karna kaisa hai?
(30:04 ) Sotela susar, sotelay betay ki biwi ke liye na-mehram hai?
(30:26 ) Bijli ke bill aur WAPDA ke mazalim par kya karein?
(31:27 ) Gunah-e-kabeera tauba se maaf ho jata hai?
(33:03 ) Ghar mein bacha hua khana phenk dein ya sadqa karein?
(33:31 ) Imam masjid ko neend ka masla?
(39:12 ) Tajdeed-e-nikah ki kya sharaait hain?
(40:11 ) Maiday ya seenay ki jalan ko chizon se mansub karna?
(41:05 ) Jehri namaz ko akelay mein khamoshi se parhna?
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.























