Ask Mufti Tariq Masood | 382th Session - Masail Ka Hal
Description
(0:00 ) Intro
(0:06 ) Dost ke paisay, rabta khatam hone ke baad kaise wapas karein?
(0:53 ) Bhai ki saali se court marriage karne ka mashwara?
(3:36 ) Qur’an khawani karna kaisa hai?
(6:10 ) Subha Fajr ke liye uthne ka tariqa?
(6:33 ) Baghair juay ke taash khelna jaiz hai?
(7:05 ) Mazaq mein apne aap ko kafir kehne se kya hota hai?
(7:32 ) Kya parhai ke liye loan lena jaiz hai?
(8:00 ) 35 saal Pakistani larki se Qatari larka kya khufia nikah kar sakta hai?
(10:34 ) Metal ki anguthi mein namaz ka hukam?
(11:06 ) Punjabi larka jo bahar mulk job karta hai, se love marriage ka hukam?
(15:26 ) Kya khawateen par Taraweeh parhna lazmi hai?
(18:40 ) Kya hamal bar bar zaya hona shaitani harkat hai?
(19:19 ) Ayyam-e-Haiz mein zabani Qur’an parhna jaiz hai?
(19:34 ) Exam ke dauran Zohar ki adaaigi kaise karein?
(20:33 ) In 2 riwayaton ki haqeeqat kya hai?
(22:28 ) Red spotted anda khana jaiz hai?
(23:08 ) Kya Barelvi ke peechay namaz parh sakte hain?
(25:07 ) Barelvi jo azaan se pehle aur baad mein kuch parhte hain, unke peechay namaz ho jaigi?
(25:35 ) Na-pasand larki se nikah ko nibhane ka tariqa?
(28:14 ) Ramzan mein nafl ibadat masjid mein afzal hai ya ghar mein?
(29:00 ) Khawateen ke liye Tablighi Jamaat mein jaane ka hukam?
(29:26 ) Bank mein rakhi raqam ke sood ka kya karein?
(29:48 ) Baap ki zindagi mein virasat ka masla?
(32:00 ) Kya khargosh halal hai?
(32:45 ) Farz namaz ke baad nawafil kharay ho kar parhein ya baith kar?
(33:15 ) Kya bina tauba ke qaza namaz ho jaigi?
(34:09 ) Mobile par video lagi ho, usi kamray mein namaz ka hukam?
(34:35 ) Sadqay ke paisay ya murghi, dulhan ke sar se varna?
(35:17 ) Walidain ko hajj karwaye baghair biwi ko hajj karwana?
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.























