Ask Mufti Tariq Masood | 388th Session - Masail Ka Hal
Description
(0:00 ) Intro
(0:02 ) Ramazan mein aik naiki ka sawab kitna hota hai?
(3:08 ) Ramazan mein nikah ka sharai hukam?
(4:37 ) Kya Taraweeh aur Tahajjud aik hi namaz hain?
(10:54 ) Ramazan mein Qur’an tarjuma se parrhna chahiye ya baghair tarjuma?
(11:26 ) Kya Imam Mehdi (AS) Ramazan mein aayenge?
(11:46 ) Roze mein humbistari ka kaffara?
(12:41 ) Ramazan mein Vitr ke baad Tahajjud ka hukam?
(14:20 ) Zakat nikalne ki tareekh bhool gaye to kya karein?
(16:14 ) Roze mein kulli ke baad halaq mein thandak mehsoos ho to?
(16:38 ) Tableegh mein jaayein ya rizq kamaayein?
(17:41 ) Marhoom walida ke rozon ka fidya?
(19:18 ) Pyaas ki shiddat se roza tor diya to kaffara?
(23:30 ) Ghalti se roza tornay ka kaffara?
(25:58 ) Roza khajoor, saaf pani ya sharbat se iftar karna?
(28:54 ) Roze mein sugar level kam ho jaye to?
(30:02 ) Zakat ke paise thode thode karke dena?
(30:57 ) Kya farz ghusal sehri se pehle karna zaruri hai?
(31:28 ) Nihar munh khali pait pani peena kaisa hai?
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.























