DiscoverQuran and Ahleybait
Quran and Ahleybait
Claim Ownership

Quran and Ahleybait

Author: Syed Ali Raza

Subscribed: 1Played: 7
Share

Description

In this podcast, you will hear audio from Nehjul Balagah (Hazrat Ali Book) also Quran recitation in the Urdu Language.I will try to share more knowledge from Hazrat Ali or Imam Ali's book Nehjul Balagah which can support you to improve your life as well as Quran so you can understand what Allah is trying to guide you. Thanks!
13 Episodes
Reverse
Yeh Maktoob har aulaad ko sun ni chaye ismein imam ali ney puri duniya ki baton ka khulasa karkey samandar ko koozey mein band kardiya hai.Please do no use anywhere All copyrights Reserved!
Hazrat Ali Khutba No 83 (Qabar Mein Bethaya Jaana aur Munkar Nakeer ki Haibat) - Urdu Book Nehjul Balagah
Amanat o Diyanat Key Do Sabak | Imam Ali | Khutba No 222 | Nehjul BalagahIs khutbey mein imam ali ney apney sath honey walay do waqiyaat bayaan kiye hain jinsey insaan ko amanat o diyanat ka bohat piyaara sabak milta hai. 
IS khutbey mein imam ali ney chunti aur tiddi key mutallik bayan farmaya hai
Aey Khuda key banday Kisi per Gunah ka aeb laganey mein jald baazi sey kaam na liya kar hosakta hai khuda ney bakhs diya ho aur apney aur apney chotey sey gunah keyliye bhi itmenan na rakh hosakta hai is ki wajah sey tujh per azaab kiya jaye.
Imam Ali ka Khoon e Usman Sey Bey Talluki Ka IzhaarBook Nehjul BalagahKhutba No 32#Khooneusman #Usman #HazratAli #hazratali #imamali #molaali 
Hazrat Ali Khutba No 76 (Mard e Ba Amal Ki Shaan) - Urdu Book Nehjul Balagah
Topic Duniya o Akhirat #Duniya #AkhiratKhutba No 202Hazrat AliImam Ali Nehjul balagah
Chaar Qisam Key Log, Topic Mahaul Hamari Subha Aesy Jafakaar Aur Naa Shukar Guzaar Zamanay Mein Hoi Hai Jismein Nekokaar ko Khatakaar Samjha Jata Hai Aur Zalim Apni Sarkashi Mein Barhta hi Jata Hai.Khutba No 34 - Nehjul Balagah - Imam Ali A.S
Khutba No 3 Topic Hajj Bait Allah Key Baray Mein | Imam Ali | Hazrat Ali | Nehjul BalagahYeh Khutba Nehjul Balagah sey record kiya gaya hai aur iskey reference ki puri zimmedari hamari hai isi lye video men kitaab key sath record kiya hai takay iskey authentic honey per koi shak na rehjayeMushkil Word فروتَنی AUR farotanii Meanings submission, lowliness, humility, condescension, submissivenessAgar App Imam Ali key Aur Khutbaat Sunna Chahty hain ya Quran ki Suraten Sirf urdu mein sunna chaty hain to hamara  youtube channel subscibe karen.https://www.youtube.com/hazrataliquotes#Khutba #ImamAli #NehjulBalagah #NahjulBalagha #MolaAli #hazratali #khutba3 #hajj #Allah
Is khutbey mein hazrat e adam ki khilqat ka zikar, iblees ka sajdey sey inkaar, aulaad e adam kay zameen per imtehan deney ki wajah, adam ki aulad sey anbiya ka chunna aur khuda e bartar ney apna waada pura karney aur nabuuat tamam karney key liye Rasool Allah SAWW kay maboos farmany ka zikar hai ismein quran ka bhi bataya hai key konsi ayaten kab kaha aur kesey istemal ki jayen aur kin ayaton ka janna lazmi aur kin ayaton sey na waqfiat mein harj nahi. Khutba No 2Kitaab Nehjul BalagahImam Ali (A.S) #imamali #hazratali #molaali #nehjulbalagah #molaaliaqwaal #adam #khutba
Yeh khutba Imam Ali Ki Kitaab Nehjul Balagah sey Liya gaya hai, Khutba No 1 jismen Ameer ul Momineen ney Khuda ki hamd key baad khuda ki siffat, khilqat e aasmaan o zameen, duniya ka paharon key zariye sakin karna, hawaon ka banana, sitaron ka wajood mein lana, Chaand aur suraj ka chakkar lagana, farishton ki siffat aur puri duniya ki khilqat ka khulasa kiya hai key kesey khudawand ney is puri kainaat ko takhleeq kiya aur kesey sathon assman banaye. Is kalaam key Alfaaaz khud boltey hain key yeh Kalaam Imam Ali ka hi hosakta hai jisey Rasool Allah ney apna sara ilm apni zubaan e mubarak sey muntakil kiya ho.Yeh khutba bohat hi ilmi khutba hai. Reference Book: Nahjul Balagah#imamali #khutba #nehjulbalgah #nahjulbalagah #hazratali
Nehjul Balagah Khutba 190 jo Duniya aur Duniya parast logo key liye hai.Book reference Nehjul Balagah
Comments 
loading
Download from Google Play
Download from App Store