DiscoverPoint Pe Aao Na - The We-Gyan Podcast with Sufiyan Junaid
Point Pe Aao Na - The We-Gyan Podcast with Sufiyan Junaid
Claim Ownership

Point Pe Aao Na - The We-Gyan Podcast with Sufiyan Junaid

Author: MnM Talkies

Subscribed: 0Played: 0
Share

Description

School College me bachhe books ke question se ghabrate aur teachers, Sufiyan ke questions se. Aur ab apna smart and talented Sufiyan kar raha hai education me revolution lane ki taiyari. Duniya ke har concepts ko fun, easy and boredom free banane ke mission me uske sath hai robot Chintu aur pyari AI, HashtagKinjal taki duniya me koi baat ko gol-gol na ghumaye aur sidha point pe aaye. Apne Science ke concepts ko clear karne ke liye stay tuned to Point Pe Aao Na, ek mazedar educational podcast from the house of MnM Talkies.
25 Episodes
Reverse
There are many things, which we owe to science jo humare world ko special banaati hain. Par sath hi hai pseudo science- yaani ki science ke naam pe galat theories….jo world ko mislead karne ka potential rakhti hain. Pata karte hai iss episode mein, Pseudo Science ki ek random si Flat Earth theory ke baare mein aur karte hain explore, the threats of pseudo-science in this episode of Point Pe Aao Na.
Global Warming….melting iceberg….tsunami….kya nahi juda hua hai climate change ke sath! Saalon pehle hue limate change, ne dinosaurs ko extinct kar diya tha. Experts ki maane toh, aaj ek baar phir,  climate change ke grave consequence ke behad karreb khadey hain hum.Aur climate change ke challenge ko samjhne aur samjhaane ki koshish karenge hum in today’s episode of Point Pe Aao Na.
Marvelous Architectural Monuments….aur unka marvelous aur mysteriousitihaas! bemisaal Engieering aur Science ki kahaani kehte hain kuchh bemisaalArchitectures….chahe woIndia ke ho ya abroad ke!Purane gigantic Sun dials….jantar mantar….ChichenItza…..Machu Pichu….har puraane architecture mein hai life ka ek esson aur Sciene kaapplication ! Aur inhi ancient architecture ko explore karta hai humara aaj ka episode….AncientArchitectural Marvels!
Kaha jata hai ki human history mein sabse bade inventions mein se ek hai- wheel ka invention! Aur is wheel sei hi aaya baki bahut kuchh, including our favourite cars. Kya the past, and future kya hai is automobile industry ka? AI ke positive impacts aur iske challenges ko samajhne ki koshish karenge hum aaj ke Paoint Pe Aao Na ke episode mein!
Computer….manav itihaas mein shayad sabse bade inventions mein sei ek hai! Aur aaj,human intelligence ko bhi improve karne ki koshish ki ja rahi hai computer ke artificial intelligence ke help sei! Shayad ek din computer ki yeh intelligence human intelligence ko bhi maat de jaye! But aaj ki date mein kya hai reality of AI… aao jaante hain na bhai in this episode of Point Pe Aao Na!
Continents kaise bane? Aur woh oceans  sei alaag kaise huye. Hamare earth ke tayyar hone ki aur uskey modern shape lene ke pichhe ki jo story hai…. That has created a lot of interest among people all the while. In our today’s episode of Point Pe Aao Na…..hum usi ko samajhne ki koshish karenge. Listen now to know it all!
Humaare itne badey Universe ke andar kya-kya raaz chhupe hain?Isski shuruaat kaha sei hui? Big Bang Theory hai kya? Uska aaj ki humari duniya ke sath koiconnection hai kya? Chalo, aaj Point Pe Aao Na ki is episode mein chalte hain us point par, jabuniverse pehli bar existence mein aaya. Listen now!
Bade bade naamo…..bade bade logo se banisocieties, jo sadiyo se hain knowledge ka source, but still yeh societies hain secret. Samrat Ashok ke Nau anjaane log kaun hai? Illuninati ya phir Freemasons ki kya hai mystery? In sab ki kahani….hamari zubani….aajke show mein. Listen to get infotained now!
Dinosaurs - bachpan se sabse zyada curiosity jagaane wale creatures .Huge animals, koi carnivores toh koi Omnivores…..koi asmaan mein udta hai toh koi nadi meintairata hai….yeh thei kaun? Kaha sei aaye thei….aur achanak gayab ho gaye? Inhiko lekar haihamara aaj ka episode. Listen and enjoy!
Asman mein anjaanae mein koi bhi cheez udte huye dikhtihai…toh ek term aata hai dimaag mein:UFO! Science ke evolution ke baad bhee mysteries sebhari hui hai alienss aur UFOs ki duniya. Kya sach mein aliens hote hain? Aur kya hamare prithvi par ghumne aate hai? Ya phir koi secret research karne ke liye? Itne saare sawal…..jinkajawaab dhundenge hum hamare aaj ke episode mein. Listen now!.
Black hole- yeh word jitna interesting sound karte hai utne hi dangerous bhi. Is episode mein jaano black hole actually kya hota hai... kaisa hota hai aur kya hai iski infinite gravity ka raaz.Listen to get edu-tained now.
In this episode, we go beyond the school textbooks and apply our curiosity to understand the mystery behind the infamous Bermuda Triangle. Listen to get infotained now.
Agar aapko kisi insaan ki age pata karni ho toh simple hai...aap uski date of birth puchh loge... But aap hazaron saal purani cheezon ki exact age kaise pata kar sakte hain?  Science ke paas ek mazedaar tareeka hai isey jaan lene ka aur isi tareeke ka naam hai radio carbon dating. Kya hoti hai yeh carbon dating and what are its applications? Jaan'ne ke liye suno Point Pe Aao Na ka yeh episode.
If you think about it, all the things happening in our world are because of elements reacting and interacting with each other. Aise toh har element khaas hain... But kuch elements hain super-special. Let's talk about some of the most special elements of our world in this episode of Point Pe Aao Na.
Ep 10 : Inside an Atom

Ep 10 : Inside an Atom

2023-04-1710:42

Humari bodies se lekar humare phones tak-Sab kuchh bana hai atoms se... par yeh atoms kis'sey baney hain? Jaante hain Point Pe Aao Na ke aaj ke episode mein- Atom Ke Andar Kya Hai!
Ep 09 : Air Ka Sphere

Ep 09 : Air Ka Sphere

2023-04-1011:09

Just like water, humara atmosphere bhi Earth pe life ke liye bahut important hai. Aur bhi bahut kuchh karta hai yeh air ka sphere jiska seedha effect padta hai humare daily life pe. Get ready to explore it all in this episode of Point Pe Aao Na!
Aapne humesha sound ko suna hai, dekha nahiLekin aaj ke episod mein main sirf aapko hee nahi, chintu aur kinjal ko bhi sound dikhaunga. Kyuki episode ka naam hee hai "Come see the sound"  Suniye aaj ka humara episode of Point pe aao naaAur haa “headphones Zaruri hai”
Ep 07 : Bijali Bijali

Ep 07 : Bijali Bijali

2023-03-2709:19

Electricity- the form of energy jo human progress ke liye sabse essential hai.Iske bina humara modern world ek pal mein ancient ho jaayega. In this episode of Point Pe Aao Na, let's explore the science behind this form of energy, supercritical for human civilization.
Koi bolta hai that the world runs on money, toh koi bolta hai yeh duniya bharose pe chalti hai... Par Science ke hisaab se, yeh duniya kya yeh poora Universe sirf aur sirf Energy Transformation pe chalta hai. To gain some exciting knowledge about the transformation of energy, suno Point Pe Aao Na ka yed episode.
Aao dosto Point Pe Aao Na ke iss episode mein hum aaj planet-planet khelenge,Kaise Earth aur baaki sabhi planets Sun ke around ghumte hai aur woh bhi apni- apni lanes mein.Bada exciting hone wala hai yeh episode jahan hum seekhenge Kepler ke laws kaise karte hain govern planets ka motion.Suno Point Pe Aao Naa ka 5th episode “Keplar ki Kalpana“
loading
Comments 
loading
Download from Google Play
Download from App Store