Discoverkuch_hasin_si_baatiyenaaj jane ki zid na karo
aaj jane ki zid na karo

aaj jane ki zid na karo

Update: 2021-02-17
Share

Description

Presenting a piece of work from depth of my heart. Hope you enjoyed watching it. Donot forget to drop a like and comment if you enjoyed the video.  Hope you will enjoy watching it* Do not forget to like , comment and subscribe, thats what encourages me :dizzy:  #poetries​​ #nazam​​ #gazal​​ #shayari​​ #twolinear​ #kuch_hasin_si_baatiyen​ lyricss:: #safar   tumhare sath safar bohot hasin hai abhi manzil ki baat na karo ,  saans jo baki hai seene mein abhi jaan nikalne ki baat na karo,  suno abhi raat bohot lambi hai yunn ghar jane ke zid na karo,  jo baat hai mohbbat ki wo keh do kal ka intejar naa karo,  suno abhi raat bohot lambi hai jaane ki zid na karo,  yunn toh tumhari tasveer se raat mein baat hoti bade din baad sapno mein aayi ho ,  abhi neend se jagne  ki zid na karo , suno abhi raat bohot lambi hai abhi jaane ki zid na karo,  musafir hogai ho subah ki , raat mein hamsafar bankar  hi baat kia karo,  suno raat bohot lambi hai abhi jaane ki zid na kao,  abhi subah mein bohot der hai yun suraj ka intejar na karo,  aao kuch baat karre aise  bhi muhh na faulya karo ,  aaj raat bohot lambi hai yun jaane ki zid na karo,  tumhare sath safar bohot hasin hai abhi manzil ki baat na karo ,  aaj raat bohot lambi yunn jaane ki zidd na karo — Rahul Kumar  Phirse milenge  kabhi,  naye shehar mein nayi jaiga par,  anjone ki tarah phir milenge kabhi,  naya doston ke sath naya logon ke beech,  Ek duje ka parichay koi anjan karta hua milega,  tum anjon ke beech anjon ki tarah mera naam puchna,  main kamoshi se tumhari nazro se tumhara haal janunga,  Haan mana ki inn anjon ke beech anjon ki tarah guftugu karne mein jhijhak toh hogai,  par inn guftugu mein aankhonse pyar ka dard ek duje ke aankhon se dikhaga,  aaj raat ke baad ho sakta hai ki phir se kal dubara milenge,  Aanjan  seher mein ajneeb ki tarah pyar ki shurwat phirse karenge,  Phirse jo tumhare aur meri kahani adhuri rahegai thi,  Ussa mukmaal karne ki koshish karenge,  Nayi tasveeren sath mein lenge,  Haan uunmein jhuthi hasin nhi,  Ek duje ka pyar aankhon se jhalkata hua dikhene chahiye,  Thik uss tarah jaise kabhi phela dikha kar ti thi ,  Iss kahani ko aab mukmaal anjaam denge,  Ta ki anjan log anjon ki tarah rubru na kare,   Ya yeh bhi ho sakta hai ki, Aaj raat ke baad phir na mile kabhi,   isse mulakat ko bas ek itifaq samjh kar bhuladenge kabhi, Aab kaafi der hogai hai nhi,  Aab aapne aapne ghar ki tarafh chalna chahiye,   Phir milenge kabhi , Yeh kahe kar aab hume phirse bichdana chahiye…  -    Rahul Kumar -    8/8/2020 -    5.39pm   insta page https://www.instagram.com/invites/con...​  facebook page  https://www.facebook.com/KUCHHASINSIB...​  twitter  https://twitter.com/RahulKumar3108?s=09​





Comments 
In Channel
00:00
00:00
x

0.5x

0.8x

1.0x

1.25x

1.5x

2.0x

3.0x

Sleep Timer

Off

End of Episode

5 Minutes

10 Minutes

15 Minutes

30 Minutes

45 Minutes

60 Minutes

120 Minutes

aaj jane ki zid na karo

aaj jane ki zid na karo

kuch_hasin_si_baatiyen