tumhe...barish bada yaad karti hain
Update: 2025-07-10
Description
Janti ho....
Tumhare bagair
mausam ki fizayen bhi
Garjate badal - Barishen
aur...purva hawayen bhi
Mera sath dene se darti hain
Aa jao ab to janam
Ye...BARISHEN ...
tumhe bada yaad karti hain....
Comments
In Channel